Ras Barse Tere Bhawan Mein - Correct Lyrics

रस बरसे तेरे भवन में माँ रस बरसे
बैठे तेरे भग्त प्यारे, मैया जी तेरे द्वारे

मृदंग बाजे ढोलक और छैना
पियें ये अमृत सारे, अभागा तरसे

जगमग जगमग ज्योति जली है
दर्शन करने आये भगत माँ घर से

चन्दन चौकी बैठी भवानी
कोई खाली ना जाये मैया के दर से

चंचल पे किरपा तेरी हो भवानी
हाथ कभी ना हटाना माँ बेटे के सर से

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -

Ras barse tere bhawan mein maa ras barse
baithe tere bhagt pyaare, maiya ji tere dwaare

mridang baaje dholak aur chhaina
piye ye amrit saare, abhaaga tarse

jagmag jagmag jyoti jali hai
darshan karne aaye bhagat maa ghar se

chandan chowki baithi bhawani
koi khaali na jaye maiya ke dar se

chanchal pe kirpa teri ho bhawani
haath kabhi na hathana maa bete ke sir se


299


 

If you like this, check

Sherawali Maa Tere Naurate Aaye Ne...
saj dhaj ke baithi maa aur mand mand ...

Related Bhajans:

Ran Me Kud Padi Maa Kal...
Maa Aa Aamne Saamne Bai...
Meri Bigdi Banane Ko Me...

Bhajan Categories:

Vaishno Devi Bhajans Collection
Top 50 Maa Bhajans Lyrics
Navratri Bhajan List with Lyrics
Go to Home Page